MPL App Kya Hai?
Mpl ek mobile app hai jisme game khel kar paise kama sakte hai. MPL ka poora naam mobile Premier League hai. Bahut log aise hote hai jo dinbhar mobile par game khelte rehte hai aur apna time waste karte hai. Waise toh game khelne me apko paise toh nahi milte hai but maajaa bahut aata hai isi tarah MPL par apko whi game khelne par paise bhi milte hai aur maja bhi aata hai and MPL par kaafi saare games hote hai jisse apka interest and entertainment badhta hai aur maja bhi bahut aata hai.
MPL App Download kaise kare
MPL ko download karne k 2 tareeke hai aap ise seedhe Google Play Store me jakar MPL likh kar search kare aur waha se download kare ya fir aap https://www.mpl.live is link par click karenge toh web browser me page open ho jayega aap yaha click karke is APP ko download kare iske alawa Web Browser me mpl.live type karke GO and SEARCH par click karenge toh iss tarah ka page open hoga, ab yaha download the MPL APP par click karenge iss par click karte hi msg show hoga ise OK karte hi downloading start ho jayegi APP ka size approx 56MB hai ise download hone me thoda time lagega. APP download hone k baad ise open karenge fir continuing installing par click karenge aur APP install ho jayega.
MPL App Par Account Kaise Banaye
Agar aap MPL APP se game khel kar paisa kamana chahte hai toh sbse phele apko apna Account banana hoga uske baad hi aap game khelkar paise kama sakte hai. Account banane k liye in steps ko follow kare.
Step 1: Open APP
Install hone ke baad jaise bhi APP ko open karte hai toh apko sabse pehle apna Mobile no. dalna hai uske baad submit par click karna hai.
Step 2: Enter OTP Code
Jis Mobile No. ko apne dala hai us No. par OTP aayega aur jab aap OTP dalkar submit karenge toh Apka Account Successful Create ho jayega.
Step 3: Enter Reward Code
Jab aapko koi Reffer karta hai toh usme ek Reffer ID hoti hai. Us ID ko use karke aap apna Account banate hai aur jisne apko Reffer kia hai uski ID daal dete hai toh usko bhi rs35 milenge aur apko bhi. Like, GOODDAYTODAY ka Refferel ID hai N6N45IFR isko dalte hai toh apko rs35 milenge.
MPL APP ko Use Kaise Kare
MPL App ke andar apko bahut saari Games App dikhegi isme se apko apni favourite App choose karna hai, apne jo App choose kia hai use khelne k liye apko kuch token dena hoga, in token ko aap paise dekar khareed skte hai ya fir APP ko apne friends ko refer kar sakte hai aur inhi token ki help se aap koi bhi game khel sakte hai, Jo sabse jyada share karta hai usko sabse jyada paise milte hai.
Is APP me aap Paytm se paise karke kisi bhi game part le sakte hai, jab aap kisi bhi game me part lete hai toh apko ek rank milega jisse yeh clear hoga ki apko kitne points milenge. Jiski rank sbse jyada hoti hai usko sbse jyada paise milte hai.
MPL Game kaise khele
MPL game khelna koi tough nahi hai,iske functions bhut hi easy hai jisse aap bahut hi easily use kar sakte sakte se. Jaise hi ap apne mobile par MPL game open karenge toh apko sbse pehle HOMEPAGE show hoga.
aapko waha Homepage par ALL GAMES ka OPTIONS show hoga, usme click karte hi apko uske saare Games show honge.
LIKE:-
SuperTeam, Fruit chop, Ice Jump, Flipster, Carrom, Maze Up, Football, Monster Truck, Puma Cricket, Shoot Out, Run Out, Pool, Sniper, Fruit slice, Space Breaker, Bloxmash, Runner No.1, Fruit Dart, Build Up, Bubble Shooter, Go Ride, Can Jump, Basketball, Ice Jump.
Aap inme se koi bhi apni choice ka Game khel sakte hai aur saath me paise bhi jeet sakte hai. Agar apko MPL k functions samjh nahi aa rhe h toh darne ki koi baat ni ap neeche die gaye points ko follow kare.
My Tournament
Iss option k andar jitne bhi tournament games khele jaate hai unki report show hogi, unme se kitne bhi games apne jeete hai ya kitne Rs jeete ya ap konse rank par hai, yeh saari information apko yaha show hongi.
Leaderboard
Is option me aapko daily bases pr khele gaye game aur unke through earn ki hui Money show hongi and kon sabse jyada games khelta hai and kon sabse hightest pont par h wo sab show hoga.
Withdraw
Is option me aap jitne bhi paise earn karenge wo clearly show hoga jisse aap kbhi bhi withdraw kar sakte hai.
Super Team
Waise toh jyadatar log indivitually game khelna pasand karte hai but is option me aap khud ki team banakar bhi game khel sakte hai aur paise jeet/earn kar sakte hai.
Chat And Game
Yh to bahut hi interesting hai bahut logo ko pasand hota hai game k sath hi sath chatting karna toh is option me aap apne MPL ke friends k saath chatting bhi kar sakte hai.
Heroes
Is option me apko MPL game khelne wale saare participates ke name show honge jo always TOP par rehte hai aur yh log games me kitne paise jeet chuke hai yh bhi show hoga.
MPL APP se Paise kaise kamaye